Translate

05 April, 2012

please "SMOKE" regularly & everyday...
"SMOKE" bole toh:-
S-send,
M-me,
O-one,
K-kool sms,
E-everyday....
LIFE HO TOH AISI:
monday ko dosti,
tuesday ko pyar,
wednesday ko shadi,
thursday ko barbaadi,
friday ko fighting,
saturday ko talaq,
sunday ko rest,
monday ko NEXT...

04 April, 2012

na msg na phone,
na picture na tone,
aur banee phirte ho don,.
jab number diya toh kahte the roz karenge phone,
aab kahte ho hum aapke hen kaun....

ladka bola-dilruba,
ladki boli-pizza khila,
ladka bola-paisa nahi,
ladki boli-aisa nahi,
ladka bola-mahengayi hai,
ladki boli-aaj se tu mera bhai hai.....
tere chehre se najar nahi hat tee,
hum kya karen?????


abbe hategi kaise
,bahut dino se cartoon channel jo nahi dekha hai.....
Gaa toh main bhi sakta hun magar wo raag  nahi milti,
baja toh main bhi sakta hun magar wo saaj nahi milti,

arre o shahjahan! mat kar guma apne es tajmahal par,


bana toh main bhi sakta hun,magar wo mumtaaj nahi milti.