Translate

10 October, 2014

Awesome Bollywood Gifts To Show Pakistan Who's The Boss!

1. Gadar

-Hamara Hindustan zindabad tha, zindabad hai, aur zindabad rahega!

-Agar main apne biwi bachchon ke liye sar jhuka sakta hoon ... toh main  sabke sar kaat bhi sakta hoon

-Ek kagaz par mohor nahi lagegi ... toh kya Tara Pakistan nahi jayega?

-Barsaat se bachne ki haisiyat nahin ... aur goli baari ki baat kar rahen aap  log

-Agar aaj ye jatt bigad gaya ... toh sehkadon ko le marega

-Itne tukde karoonga ki pehchana nahi jayega.

Everything is a weapon, (even a hand pump!) when Sunny Deol wants to face off 1000 Pakistanis with assault rifles and swords. Of course, the idea of taking someone hostage didn’t strike Paaji’s muscular brain.



2. Lakshya

- “Karan:To fir jung kyun hoti hai?
Pritam Singh: Sahb banane waale ne to ek dharti banai thi. Par insaan ke lalach ne ispe lohe aur barood se lakeerein kheench di.Wo tera. Yeh mera. Main shukar karta hun ki chaand aasmaan par hai. Dharti par hota to yeh log uske bhi tukde kar lete.”

- “Karan: Kai baar mujhe bhi khayal aya ki kal tak kisi gaon mein zindagi kya hogi aur aaj… Wo dekho. Saamne school ki ek building hai wahan. Saare officers thehre hain. Wo gaon ke masjid… wo panchayat… ab wahan koi nahin.
Romi: Badal gaye ho tum. You have changed.
Karan: Tum nahi badli ho kya ?”

Peace talks be damned, we’re coming for you, Pakistan, to take what’s ours!

3. Border

-Hum toh kisi doosre ki dharti par nazar bhi nahi dalte ... lekin itne nalayak bachche bhi nahi hai ... ki koi hamari dharti maa par nazar daale aur hum chup chap dekhte rahe

-Zindagi aur maut Waheguru ke haath mein hai ... aur mera Waheguru dushman ke saath nahin ... mere saath hai

-Pehli goli woh chalayega ... aur aakhri goli hum

-Shayad tum nahi jaante ... yeh dharti sher bhi pehda karti hai

-Mohabbat aur pagalpan ka bahut purana rishta hai

-Aaj se tumhari har goli par desh ke dushman ka naam likha hoga

-Vo Kahte Hain Nasta Jaisalmer Me Kareinge,
  Aaj Nasta Hum Unka Kareinge ,Guru Maharaj Ne Kha H..
  Ek Khalasa SavaLakh Ke Brabar h,Aaj Unki Bat Sach Karne
  Ka Vakt Aa Gya H........!

-Zindagi ka doosra naam problem hai

-Doodh Maango... Khir Denge...
Kashmir Maango... Chir Denge...


Here’s Sunny Deol with a magic bazooka – one that has unlimited ammo and lets you WALK and fire at the same time (even though it should blow your shoulder off with the sheer impact)


4. Tango Charlie


-Sach To Ye He Tune Karz Liya He 100 Karode Bharat Baasiyon Se...Isiliye Tu Maidaan Chhodke Nahi Bhaag Sakta.

-Jung Marke Nahi...Marke Jeeti Jaati He.

-Jung Hamesa Yahan (Dimaag) Se Suru Hota He Or Yahan (Dil) Pe Khatam.

-Tujhse Bada Bewaqoof Mene Aaj Tak Nahi Dekha.

-Jab Tak Hum Zindaa He Aapko Ko Kuch Nahi hone Denge...Ye Mohammad Ali Ka Wada He.

-Me To Ek Sipahi Hoon...Jisne Maut Ko Itne Karib Se Dekha He Ki Zindagi Ke Har Pal Ki Keemat Ko Jaan Gaya Hoon.

-Aakhri Goli Akhri Dam Tak Ladhte Raho...Jit Hamari Hogi.

-Mera Byaaj Bhi Chuk Gaya Ab Tumhar Baari He.

-Ladaai Jitne Ke Liye Sirf Bahaduri Kaafi Nahi...Sahi Waqt Pe Sahi Chaal Hi Sab Kuch He.


To break up the monotony of people firing from a distance, here’s some close-distance stabbing! 


5. LoC

-Ladai mein har jeet ki keemat chukani padti hai

-Woh kehte hain ki hums, ki tum mujhe yaad nahi kart, main kehta hoon ki tu jaye toh teri yaad aay, tu saali yahan se jati hi nahi ha, toh yaad kahan se aayegi

-A soldier lives by chanc, loves by choice and kills by profession


This is true courage under fire!

6. Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo

-Kiski majaal joh chede dilair ko ... gardish mein gher lete hai geedar bhi sher ko

-Jis desh mein pehda hue ho tum, us desh ke agar tum bakht nahi ... nahi piya doodh maa ka tumne, aur baap ka tum mein rakht nahi

-Maa ke doodh mein toh dum hota hi hai ... chahe woh Hindustan ki ho ya Pakistan ki

-Kya sametega hum mein yeh waqt ka gehra dariya, hum kinaro se ubharne ka hunar jaante hai ... seedhe haatho ne joh kheenchi hai lakeerein tedhi, un lakeeron par chalne ka hunar jaante hai

-Maut ke mandiyon mein ja-jakar apne beto ki boliyan di hai ... desh ne jab bhi ek sar manga, humne bhar-bharke jholiyan di hai

-Soocha tha khatir karenge hum bemisaal teri ... woh dekh tere ghar waale aa gaye hai utaarne khaal teri

-Aasmaanon se kaho agar hamari udaan dekhni ho, toh apna kad aur uncha karle ... husn waalon se kaho ki agar ishq dekhna ho, toh humse aake mile

-Hoon main parwana magar koi shamma toh ho raat toh ho ... jaan dene ko hoon haazir, koi baat toh ho

-Ab ke saawan mein yeh shararat hamare saath hui ... hamara ghar chodke saare shehar mein barsaat hui

-Tirchi nigaahon se na dekh aashiq-e-dilgir ko ... kaise teerandaz ho tum, zara seedha toh karlo teer ko

-Dil mein hasratein pehda is liye hoti hai ... ke ek din poori ho sake

-Humse woh jhoot bolkar sharma rahe hai kyun ... thodi bahut jhoot ki aadat sabhi ko hai

-Duniya ka aitbaar karen bhi toh kya kare ... aasoon bhi apni aankh ka apna na hua

-Zindagi kamaal hoti hai ... ulhaj jaaye toh jaan lele ... sulhaj jaaye toh bemisaal hoti hai

-Aao jhuk kar salaam kare unhe jinke hisse mein yeh mukaam aata hai ... kis kadhar khush naseeb hai woh log ... khoon jinka watan ke kaam aata hai


The rare occasion when Akshay Kumar gets his clothes damaged (as a prisoner of war), there’s hell to pay!

7. Holiday

-Tum log parivaar ke saath yahan chain se jeeo ... is liye hum log roz border par marte hai


Our jawans deserve the kind of hero’s welcome that our cricket teams get! For displaying such valour, we salute them!




No comments :

Post a Comment